interview tips in hindi

               
   Interview me safal hone ke tips in hindi

Hello dosto aaj me aapke liye laya hu ek sandar post jo aapke jivan bar kam aayegi
Aaj kal student interview dete vakt sochte hai ki hum se ab konsa quistion puchenge liken me aapko batata hu ki aap ese hiccichaye nhi kyoki interview vale aapko koi chot nhi pahuchayene aap sirf parn par focas kre or uska utar dene ki koshish kre
Aap apne cv resume ko best tarike se bnaye kyoki jab koi aapke cv resume ko dekhta h tabhi aapki pratibha ki jankari ho jati h
Isliye aap apne resume ko best tarike se bulide kre
Aap jab bhi interview dene jao tab aapko samjana chahiye ki hamara interview aapke interview center ke get se hi suru ho gya hai kyoki aapse koi bhi parna puch sakte hai
Jese aapne get se is kamre me aane me lagbhag ke tna time lga ise quistion puch sakte hai
Me ye isliye kah rha hu kyoki mere ek friend ke sath ek gatna hui jo me aapko batata hu
Ek bar mera dost ek interview dene gya tha jab vo geta me gusne vala tha ki uski najar ek khil par gyi or usne vo khil utakar ek taraf rakh di get par cctv cemare lage huye the jo interview lene vale dekha rhe the
Jab vo interview dene gya tha tab usse puccha gya aapne vo khil ko ek taraf kyo rkhi thi to usne kha ki is khil se kisi ka nuksan na ho isliye mene usko ek taraf rakh di
Uska uttar sunkar interview lene vale khus hue or uska selection ho gya
.

Ise liye me aapse kahta hu ki aapko hamesha free mind hokar interview dene jao

Interview dete wakt apna focas ek jagah hona chahiye
Interview vale kamre ke ander jane se pahle me i comeing sir kahna chahiye.     Kursi par bethne ke liye bola jaye tbhi betna chahiye
Quistion se releted hi anser dena chahiye

Aapko ye post kesi lagi muje jarur bataye

No comments:

Post a Comment